Rang
Mere haathon mein hai haath tera haan to kya maangu re
Haan tere sang dekhne ko savera main raatein jaagu re
Mere haathon mein hai haath tera haan to kya maangu re
Haan tere sang dekhne ko savera main raatein jaagu re
Aye jali jali jali
Jo apni chali teri jali
Hum aaye mache khalbali
Meri dhool uddi tune aankh mali
Aye jali jali jali
Jo apni chali teri jali
Hum aaye mache khalbali
Mere sang baja de taali
Kaash ki din aisa ho
Kandhe pe tere dhal jaaye
To din wo hoga kitna khushnuma
Teri tamanna aisi
Har roj bata ke jaaye
Tu reh ja banke mera aasman