Kya Meri Yaad Aati Hai
Bikhra hoon main to hawa mein
Nazar na aaunga
Ehsaas banke tujhko
Kabhi chhoo jaunga
Mauka jo mila to
Mita jo faasla to
Main baaton mein yeh baatein launga
Bikhra hoon main to hawa mein
Nazar na aaunga
Ehsaas banke tujhko
Kabhi chhoo jaunga
Mauka jo mila to
Mita jo faasla to
Main baaton mein yeh baatein launga
Subhe subhe subhe subhe teri yaadein
Subhe subhe subhe subhe din bana de
Tu meri kheedkiyo pe bikhre din banke
Tu mujhpe dhoop sa hai girta chan chan ke
Chan chan ke
Yo baby just listen to me yeah!
Bola kitni dafa tujhe maine
Mere yaar ke kya baat hai kehne
Chhoru kabhi tera sath na maine
O o o o o
Hai junoon mein sukoon
Tez raftaar khoon
Ghoomta hai zehan
Main surooron mein hoon
Makhmali si hai khumari
Ishq sa toh nasha koi na
Jaam rangeen rooh malangi
Ishq jaisi trisha koi na
Reit pe paanv tere
Yoon thirakte karwan mein
Jis tarah lau mashalon ki
Machalti hai hawa mein
Chaand aadha kare chehre ki
Teri yeh naqabein
Teri aankhon mein saare
Shayaron ki hain kitabein
Main agar khoya milunga main
Dil mein tere
Main agar dhadka toh
Dhadkunga dil mein tere
Rang rangat aur chadha de
Dehak badan ki aaj badha de
Poore hosh ude hai jo tune chhua
Yaara teri kahani mein
Ho zikar mera
Kahin teri kamoshi mein
Ho fikar mera
Rukh tera jidhar ka ho
Ho udhar mera
Teri baahon talak hi hai
Ye safar mera
Harjai ankhiyan alsai ankhiyaan
Ankhiyon se lute yaar tu
Harjai ankhiyan alsai ankhiyaan
Ankhiyon se lute yaar tu
Baaton ke dhaage mithe se lage
Misri si toote yaar tu
Kaid mein khilne wala
Phool tu hai shera
Tu karega ek din ye dur andhera
Kaid mein khilne wala
Phool tu hai shera
Tu karega ek din ye dur andhera
Usoolon par jahan aanch aaye
Takrana zaroori hai
Banda zinda ho to zinda nazar aana zaroori ho
Banda ho to zinda ho
Dil nachda re
Dil nachda
Khulke thirakne se bachna (ready)
Dekh!