Haareya

Haareya Lyrics from Meri Pyaari Bindu (2017) sung by Arijit Singh.

Dekheya main chand dekheya
Nooran wale sitare dekheya
Par tere jaisa na koi dekheya main

Lagta hai nigahon mein teri
Bin doobe rehna hi nahi
Mujhe ishq yeh karne se
Ab koi bhi na rok sakeya

O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
Main haara tujhpe o..

O hareya main dil hareya
O hareya main dil hareya
O hareya main dil hareya
Main haara tujhpe
Main haara tujhpe o..

Khuli aankhon se dekha woh
Haseen khaab hai tu
Dil mein jo utar jaaye woh
Pyari baat hai tu (x2)

Tere naam ka nasha nasha hai
Zubaan pe cha gaya
Iss bekhudi mein doobne se
Main khud ko na rok sakeya

O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
O haareya main dil haareya
Main haara tujhpe o..

Main hareya main dil hareya
Ke hareya main dil hareya
Lo hareya main dil hareya
Main haara tujhpe
Main haara tujhpe o..